Posts

हाईट कैसे बढ़ाएं?हाईट बड़ाने का तरीका?grow hight?

 Hello friends Ap log jante hi honge ki yadi hamare sharir ki lambai austan achhii hai to isake bahut sare fayde hai. Aaj hum baat karenge apni hight ko kaise bada sakte hai .yadi kisi aadami ki hight nahi badti hai ya vah chhote kad ka hi rah jata hai to samaj me use bahut problem hoti hai .or sabhi chahte hai ki hamari lambai kafi achhi ho dikhane me Sundar ho.yadi hamari sarir ki lambai nahi badti hai or hum chhote ya nate rah jate hai to hame bahut sharm si mahsoos hoti hai. India me normally 5"5 inch sharir ki lambai honi chahiye. kyunki is hight ke log kafi Sundar or aakarshit hote hai. Aaj me apko bataunga ki aap apni hight ko kaise bada sakte hai. Isake liye aapko kuch kam ya exercise karni hoti hai.to chaliye aapko in chijo ke bare me batate hai, 1 :- jab hum rat ko sote hai to hame kisi plane ya lakdi se bani charpai par peeth ke bal sona chahiye, jo ek dum plane ho .yadi aap lambai badhana chahte hai to khat par nahi sona chahiye. 2 :- yadi aap bhi apni sharir ki l

बाल कैसे उगाए? बाल उगने का नेचुरल तरीका? how to regrow hair?

 Hello friends. You are welcome in my blog। .onlymybody Or in today I will tell you how you can grow your hair again.  Friends, baldness is becoming a common problem nowadays. The people are balding at work age.Your hair is flowing too much, they are not growing. You use too many oil medicines to stop the men from falling But your hair keeps flowing again. So you will tell me some effective treatment today. By using it, you can save your hair from falling. 1 : Remedies to prevent hair loss:  To prevent hair loss, first you will make a medicine. In which you take a bowl first and put some castor oil in it.After that, add 4 capsules of Vitamin E to the juice of 1 vitamin D in the bowl, and add juice to it. By mixing this mixture with you properly. Massage it with a light hand on the bald side of your head.This massage should be done for 20 to 25 minutes. Wash your head after some time after that.This mixture will give you a week 3 times. With this, your hair will start to grow again. Pr

मोटापा कैसे कम करे? शरीर पतला कैसे करे?how to fat loose

 Namaskar dosto  Aaj me aapko bataunga ki hum kaise apne motape ko kam kar sakte hai .or apne sarir ko Sundar bana sakte hai.to chaliye shuru karte hai Motapa ajkal ek sarvajanik bimari hoti ja rahi hai .ajkal har koi apne motape se pareshan hai.kharab dincharya or aniyantrit or aniymit bhojan se hamara pet, tond aage nikal jata hai.jis se hamara sharir dikhane me Sundar nahi rahata hai .or hum kam umar me hi bade aadami dikhane lagate hai .jis se hamara confidence bhi kam ho jata hai.yadi hum kuch tips karte hai to bahut jaldi lagbhag ek saftah tak apne sarir .ko ya apne pet ko andar kar sakte hai. Motapa kaise ghataye, motapa kam karne ke tarike, motapa Motapa ghataye 1 Hamara aahar ya bhojan:--- ajkal jo hamara pet jaldi hi nikal jata hai to isaka parmukh karan hamara bhojan hai .kyunki ham apne bhojan ko sahi tarike se nahi lete. Tali hue or adhik vasa yukt bhojan hame nahi karna chahiye jaise samose,bargar, fast food, chhole bhature,or tali yani jo chijen tel ya oil me bhuni jat

हड्डियां कैसे मजबूत करे! जोड़ो का दर्द कैसे भगाए। जोड़ो का दर्द कैसे ठीक करे?

Image
  Namaskar dosto  Only 4 you blog me aapka swagat hai.aaj hum baat karenge jodo ke dard ke bare me . Badti hue umar k sath hamare srir ki haddiyo me dard hona suru ho jata hai .ye dard hamare liye bahut kathinai paida karta hai Purane jamane me logo ka achha khan pan tha .to jaldi c unki haddiyo me dard nahi hota tha .lekin ab hamara khan-pan bahut hi kharab ho chuka hai.jis se 25 se 30 ki umar me hi hamari haddiyo me dard hona shuru ho jata hai  Haddiyo ke dard se bachane ke liye hame achha khana khana chahiye .or kuch niyam follow karne chahiye.jinme hai  Egg 1 . Exercise daily kare :--h ame   haddiyo ke dard se bachne ke liye rojana exercise karni chahiye.jisme hame daily morning walk karni chahiye, rojana doud lagani chahiye,hame yog pranayam bhi rojana karna chahiye,rojana kiye gaye yog ,exer exer, doud hamare sharir ki haddiyo ko ek dum fit rakhte hai. 2 . Protin yukt bhojan:--  hame rojana protin yukt bhojan lena chahiye. Jisme milk ,anda,dahi ,lassi, anaj ,bajra,gud aadi me vit